Hr khushi hai logo k daman me
par 1 hansi k lia waqt ni,,
din rat daudti dunia me
zindgi k lia waqt nahi..
maa ki lori ka ehssas to hai
pr maa ko maa kehne ka waqt nahi..
sare riston ko to hm maar chuke hai
ab unhe dafnane ka bhi waqt nah...i
gairo ki kya bt kare
jb aapno k lia hi waqt nahi...
ankho me hai need badee
pr sone ka waqt nahi ...
dil hai gamo se bhara hua
pr rone ka bhi waqt nahi...
paisa ki dun me aise dube
ki thanks kahne ka bhi waqt nahi...
paraye ehsano ki kya kadr kre
jb aapne sapno k lia hi waqt nahi........
aapne sapno k lia hi waqt nahi........
aapne sapno k lia hi waqt nahi........
No comments:
Post a Comment